Jab jab be paap bda ha tab na Tab koi na koi Mahatama aya ha aur sab ko is duniya ka dal dal sa nikal apne pass ruhani safar jani ki us Paramatma ke ghar jane ka rasta dhikhate ha so hume apne Guru pura ke har bol ka paln karna chiye.
Tabi guru pura is duniya ma insaani roop dharn karte ha
Jab Guru Nanak G puriya duniya safar kar ke aye tha tow unhone ek he message diya tha Guru sa bda na koi ha na hoga. Ek guru he sab sansar sa parr kar sakta ha kyun ki Nanak G ne puri duniya ka safar kiya tha aur bah jante the duniya ke dhuk ko "Nanak dhukhiya sab sansar Aur jo shuki bo Hari ka das"
THANKS FOR VISIT PLEASE SUBSCRIBE SHARE
No comments:
Post a Comment