MAHARAJ CHARAN SINGH G KI SAKHI


                                          RADHA SWAMI G
Baat bhut purani ha  socha apke sath share karo hum sab jante ki Baba g bhut hassmukh subaah ke 

the. Ek din hajur Maharaj Charan Singh G Sardar Bahadr g ke sath Car ma Pathankot Ja rhe tha .Bha 

sa bapis ane par Sardar Bhadur Piche seat ma beth gye  raste ma Baba G ne ek Saadu dheka jo 

goodi(horse) par ja rhe the aur unke sewak piche ja rhe tha peedal  itni grami thi aur unke parr(foot) 

nange tha .Jab Baba g ne je dheka tow hath jod ke naman kiya, tabi Sardar Bhadur G ne Baba G

pucha ki apne esa kyun kiya Tab Baba g ne jbab diya ki ma us Malik ka shukar kar rha hu ki ma iss 
Saadu ka sewak nai hu nai tow meri kya halat hoti je sab sunkar Sardar Bahdur bde hsse kyun ki beh 

jante the ki khud Malik  bole rhe ..................................


                                           Radha Swami G
Ek bar hajur Maharaj G ne Eye Camp Lgaya tow Bhut sare sewdaro ko bhulaya Bade bade Doctors 

ko bhulya Tabi ek doctor ne kiha ki mujhe itne paise dena honge tabi ma kam karu ga Baba G ne kha 

thik ha jab kaam khatam hota tha TAb Hajur Maharaj G Parshad
deta tha, sabi lines ma lge tha jab us 

Doctor ki bari aii tab Maharaj G ne apise ka bandle uske hath ma de diya,bole Hajur mujhe be Parshad dijiye.
 Par Maharaj ji ne bola ki apne khud kha tha ki mujhe itne paise chiye ha je parshad sewdaro ke liye 

ha apne paise bola tha bo apke pass ha ........jehi ha Hajur Maharaj ki Divya joti bo sab jante ha so

 hume be chiye unki aageya ka palan karna chiye


RADHA SWAMI G

THNKX FOR VISIT PLEASE SUBSCRIBE AND SHARE 

HAJUR MAHARAJ CHARAN SINGH G

Radha Swami G Guru Pyari sab sangat ko dasss ka charn 

bandan.Hum sab us malik ke banaye hue insaan ha us se 

kr alag hue jroor par bo malik hum sab ma ha 


Aj ma malik ke kuch esa chamatkar ke baare ma batne ja rha hu


Jab Hajur Baba G Mujda Sarkar ka janam hua 
1 Aug 1954,tab unhone 3 din tak apni ankhe 

nai kholi,Tab Baba G Charan Singh hospital 

gye aur apni ungle honey(शहद) ma dubo 

ke Baba g ke muh ma lga ke bole ki ab tow 

ankhe khol lo shodo naragi fir Baba g ne ankhe khol de 
Fir jab bah 5-6 saal ke hua toe apni family ke 

sath dera gye bha pooch kar unhone Bde Baba

 G ke sath baat nai ki baki sab ko bulya.

 Baba g mata ko gussa aya bah bole ki Apne 

Mama G ko kyun nai bhulya Tabi Bade Baba

 G Bole Ki Je Hum Sa Naraj Ha Par Baba g 

ki mata boli ki je jha kabi aya nai fir naragi 
kiss baat ki 
Tabi Baba g ne kha ki je janam nai lena chata 

par meina isko jbrdastijanam lena ke liya bola ha tabi je hum sa naraj

Dosto Malik ki kiss baat ma kounsa raaz ha bah khud jante ha isliye hume unki har baat ka palan krna chiye aur bhajan simran karna chiye agar baat achi lgi ho tow share jroor krna

RADHA SWAMI G
THNKX FOR VISIT AND PLEASE SUBSCRIBE AND SHARE THIS
Jab jab be paap bda ha tab na Tab koi na koi Mahatama aya ha aur sab ko is duniya ka dal dal sa nikal apne pass ruhani safar jani ki us Paramatma ke ghar jane ka rasta dhikhate ha so hume apne Guru pura ke har bol  ka paln karna chiye.

 Tabi guru pura is duniya ma insaani roop dharn karte ha
Jab Guru Nanak G puriya duniya safar kar ke aye tha tow unhone ek he message diya tha Guru sa bda na koi ha na hoga. Ek guru he sab sansar sa parr kar sakta ha kyun ki Nanak G ne puri duniya ka safar kiya tha aur bah jante the duniya ke dhuk ko  "Nanak dhukhiya sab sansar Aur jo shuki bo Hari ka das"


THANKS FOR VISIT PLEASE SUBSCRIBE SHARE 

श्री रविदास की बुद्धिमत्ता 15वीं शताब्दी में, वाराणसी के पास सीर गोवर्धनपुर नामक एक छोटे से गाँव में, रविदास नामक एक विनम्र मोची रहता था। नि...